Mustafai Official 2.0 ek Islamic YouTube channel hai jahan Allama Saqib Raza Mustafai ke bayanaat, islahi guftagu, aur Qur’an o Sunnat ki roshni mein rehnumai pesh ki jati hai۔
Is channel ka maqsad deen-e-Islam ka paigham aam karna, imaan ki islah karna aur sunnat-e-Nabwi ﷺ ko zindagi ka hissa banana hai۔
Channel ko subscribe karein aur deen ki roshni ko phailane mein hissa banein۔