Janasamuday ek aisa manch hai jahan janata ki awaaz ko prathmikta di jati hai। Is channel par hum desh or samaj se jude mahatvapurn muddon, janata ki samasyaon, sarkari neetiyon, bhrashtachar, ghotalaon, vikas karyaon or rajneetik ghatnaon par tathyon ke aadhar par charcha karte hai.
Hamara uddeshya kisi party ya vyakti ka prachar karna nahi, balki janahit ke muddon ko uthana or logon tak sachchi or mahatvapurn jankari pahunchana hai.
Janata ki Awaaz
Janata ke Mudde
Sach, Sawal aur Samadhan
Agar aap desh or samaj ke muddon par jagruk rehna chahte hai, to Janasamuday ko Subscribe karein or apni awaaz hum tak pahunchayein.
"Jan Ki Baat, Jan Ke Saath"