🌷 *Assalamualaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh 🌷

Education = Deen + Duniya
📖 Quran & Hadees
❓ Islamic Q&A & Quiz
🎥 Islamic Shorts & Motivational Videos
✨ Facts | Naseehat | Deen ki Batein

💝 Hum sirf views ke liye videos nahi banate, balke Amal aur Islah ke liye content share karte hain.
🤲 Aaiye milkar apne Imaan ko mazboot banayein.

❝ ilm woh roshni hai jo Duniya aur Aakhirat dono ko sanwar deti hai. ❞ ✨

❤️ Subscribe & Join Our Islamic Family
🕊️ Princess of Haq*


Princess of Haq

*_Kabhi Khud Par Guroor Mat Karna ....!
*_Kyonki Kabhi Kabhi Phoolon Ko Bhi Nhin Pata Hota Hai Ki Subah Hone Se Pahle Unhe Shaadi Pe Jaana Hota Hai Ya Janaze Pe..._*

4 days ago | [YT] | 35

Princess of Haq

*اللّٰه کبھی بھی اپنے بندے کو بـے سہارا نہیں چھوڑتا بس انسان جلدی مایُوس ہو جاتا ہے 🥀✨*
𝑨𝒍𝒍𝒂𝒉 𝒌𝒂𝒃𝒉𝒊 𝒃𝒉𝒊 𝒂𝒑𝒏𝒆 𝒃𝒂𝒏𝒅𝒆 𝒌𝒐 𝒃𝒆-𝒔𝒂𝒉𝒂𝒓𝒂 𝒏𝒂𝒉𝒊 𝒄𝒉𝒉𝒐𝒓𝒕𝒂... 𝒃𝒂𝒔 𝒊𝒏𝒔𝒂𝒏 𝒋𝒂𝒍𝒅𝒊 𝒎𝒂𝒚𝒐𝒐𝒔 𝒉𝒐 𝒋𝒂𝒕𝒂 𝒉𝒂𝒊. 🥀✨

#post #virelpost #urdu #reality

1 week ago | [YT] | 9

Princess of Haq

Paigaam e Karbala ❤️‍🩹
‪@Princess_of_Haq‬
.
.
.
.
.
.
.
#trendinng #post #waqya_e_karbala #virelpost

2 weeks ago (edited) | [YT] | 7

Princess of Haq

आगाज़ हमेशा मीठी बातों से ही होता है, कोई आ कर यह नहीं कहता हेलो जी मैं सांप हूं और आपको डसने आया हूं.!

2 weeks ago | [YT] | 6

Princess of Haq

Special videos are Coming soon 🎉
‪@Princess_of_Haq‬

👩‍🏫 **Educator | Mentor | Changemaker**
📚 Teaching Nursery to Class 6th
✨ Making learning fun & easy for kids
🎓 BA (Final Year)
📩 DM for Online Home Tuitions 💻
👇 Connect with me!

whatsapp.com/channel/0029Vb5fcqA0VycC2LDov01O

2 weeks ago | [YT] | 18

Princess of Haq

⏳ *AAKHIRKAAR HUM SAB NE MARNA HAI MAGAR IS SAFAR MEIN,*
💛 *KABHI KISI INSAAN KE DIL KO ZAKHMI NA KARNA.*

─ Princess of Haq 🍂

2 weeks ago (edited) | [YT] | 27

Princess of Haq

Sυƙσσɳ ɱιℓтα нαι кυcн ℓαfչση кσ кααgнαչ ραя υтααя кαя,
Cнєєкн внι ℓєтα нσση αυя ααωααչ внι ηαнι ααтι. 🍁🥀

3 weeks ago | [YT] | 8

Princess of Haq

Yateem ❤️‍🩹🥺

*Jab koi shakhs Allah ko raazi karne ke liye kisi yateem bachche ya bachchi ke sar par haath pherta hai, to jitne baal par us ka haath guzarta hai, us ke har baal ke badle mein us ke liye nekiyaan likhi jaati hain.*

[Musnade Ahmed : 22284]

3 weeks ago | [YT] | 6

Princess of Haq

I wanna be a rich wife ❤️🙃

3 weeks ago | [YT] | 7