Mr. Sanwar Gurjar

Hanji Dosto❣️

5K Subscribers Complete Karwane ke liye thanks 🙏❣️🥰
Ab 10k karwa do❣️😀
Mai aap log se sirf itna kehna
chahta hu ki agar aap youtube se kisi v channel se kuch bhi sikhte hai, ya koi Youtuber apko smile krne par mjbur kr deta hai, ya uske video apko acha lgta hai informative Igta hai.. To aap log please us YOUTUBER ko uske mehnat ka fal de diya kariye... wo Youtuber apse koi paisa nhi leta hai apko free me sari knowledge deta hai.. Agar aap uske video ko Like aur channel ko SUBSCRIBE kr denge to isase apka kuch nhi jayega.. wo Youtuber itne se hi kafi happy ho jata hai. Ek Youtuber ko esase jyada aur kuch nhi chahiye hota hai🙏
#mr.sanwargurjar #indiantechonly
________________________________

For business enquiry contact here
Sanwargunjal968@gmail.com

Thanks for watching


Also follow on social media


Mr. Sanwar Gurjar

Apna #GhibliArt Banaya kya?🙂

Nahi....

To Ab Bana Lo 👉 https://youtu.be/sDIJo1w61gU

1 year ago | [YT] | 8

Mr. Sanwar Gurjar

सरफ़रोशी की तमन्ना अब हमारे दिल में है,

देखना है ज़ोर कितना बाज़ु-ए-कातिल में है।

Happy Independence Day 🇮🇳❤️

‪@SanwarGurjar‬

1 year ago | [YT] | 4

Mr. Sanwar Gurjar

New Trend ⚡👇👇
https://youtu.be/elHFfO2oEAk

2 years ago | [YT] | 9

Mr. Sanwar Gurjar

Hanji Dosto❣️
Finally,काफी समय बाद कल आपके चैनल  @MrSanwarGurjar पर New Video आ रहा है
Sabhi Ko Pyaar Dena Hai😍#support😊

2 years ago | [YT] | 8

Mr. Sanwar Gurjar

(Saare Material Milenge Ek Hi Jagah) FREE✨

Apne Channel ka app aa Gaya hai
DOWNLOAD Karke Support Kariye🙏🏻😊

Special App For My Yt Family😊😍
play.google.com/store/apps/details?id=mr.sanwar.gu…

2 years ago | [YT] | 6

Mr. Sanwar Gurjar

Aap Konsa App Jyada Use Karte Ho😊?

2 years ago | [YT] | 5

Mr. Sanwar Gurjar

Hanji Dosto❣️
Kaise ho?
I hope sab mst honge😍
Ek baat Kahni Thi aap logo se.Video bana kar batani thi par vo possible nhi ho paa Raha hai so yahi short me kah deta hu☺️

DEKHO Pichale 1 saal me aapke iss channel ‪@SanwarGurjar‬​ Par Sirf 30 (lagbhag) Video hee Public Ho paaye hai Vo bhi normal (formal) video ( koi khaas tarike se nahi pan Paya )

iska reason hai TIME KA NAA MIL PANA kyuki main abhi other projects par work kr raha hu and college life Bhi Hai to samaz jao aap.

LEKIN FIR BHI AAP ITANE ACHE HO KI AAPKA PYAAR HAMARE CHANNEL PAR BANA HUA HAI(160k+ views on 30 video/ mere ko motivate karne ke liye kafi hai🙂).Bahut jald aapko pahle jaise regular video milegi❤️🙏

UMMID HAI KI AAPKA PYAR AISE HEE MILTE Rhega🙏😍

Sab apna khyal rakhe😘
Thanks 🙏
Love you so much😘❤️

2 years ago | [YT] | 6

Mr. Sanwar Gurjar

Link - 👇👇👇👇👇👇
bit.ly/RajasthaniRingtone
अभी download करें राजस्थानी ringtone app और मनपसंद ringtone लगाएं
बिल्कुल free

3 years ago | [YT] | 8

Mr. Sanwar Gurjar

IPL🏏2023🥎KAUN🏆JITEGA🤔?

3 years ago | [YT] | 8