🎥 Welcome to Baar Ki Baat – India’s Hospitality & Bartending Channel 🍸
Hello Dosto, Mera naam Raj hai 👋

Mere paas 8 saal ka Hospitality Industry experience aur 2 saal ka professional Bartending experience hai. Maine Hotel Management kiya hai aur Mumbai me kaam karke real industry knowledge gain kiya hai.
Is channel par aap seekhenge:

🍸 Bartending Skills (बारटेंडिंग स्किल्स)
🍹 Cocktail & Mocktail Recipes (ड्रिंक बनाने का सही तरीका)
💼 Career & Interview Tips (नौकरी की तैयारी)
📈 Salary & Growth Guidance (कमाई और ग्रोथ की जानकारी)

Agar aap Hotel Industry ya Bartending me career banana chahte hain, to ye channel aapke liye hai 👍
Keep Learning, Keep Growing 💪🔥

📩 Business/Collab: cocktailboyraaz@gmail.com

🙏 Hamara mission hai bartending ko ek skill aur profession ke roop me dikhana — शराब पीने को बढ़ावा देना नहीं।

⚠️ Sirf educational purpose ke liye. Drink responsibly.
Seekhte raho, aage badhte raho 💪🔥


1:00

Shared 56 years ago

112 views