IMAAN OVER ILLUSION

Assalamualaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuh ❤️
Is video mein hum baat karte hain imaan aur duniya ki illusion ke darmiyan farq ki.
Aaj ki duniya humein aisay khawab dikhati hai jo haqeeqat nahi hotay, jab ke imaan humein haq ka rasta dikhata hai.
Is channel ka maqsad: ✔️ Imaan ko zinda rakhna
✔️ Dil ko Allah se jorna
✔️ Duniya ke dhokay pehchan’na
✔️ Aakhirat ko pehli priority banana
📌 Video pasand aaye to LIKE karein
📌 SHARE karein taake khair phailay
📌 CHANNEL ko SUBSCRIBE zaroor karein
Allah hum sab ko haq samajhne aur us par chalne ki taufeeq ata farmaye. Aameen 🤲


IMAAN OVER ILLUSION

Kya aap apni life me real transformation chahte hain? 🌿

Maryam ki kahani se humein ye 5 sabaq milte hain:
1️⃣ Fajar ki pabandi aur thori dhoop ☀️
2️⃣ Healthy diet (Ghar ka khana) 🍎
3️⃣ Rozana exercise ki adat 💪
4️⃣ Behtar neend 😴
5️⃣ Sab se ahem: Tahajjud ki dua ✨

In cheezon ne Maryam ki zindagi kaise badli? Janne ke liye puri video dekhein:
👉 When everyone made fun of her, Maryam did these 5 things | Real Transformation💪✨

https://youtu.be/7Hra4_fE_SI?si=9sEbh...

1 week ago | [YT] | 3

IMAAN OVER ILLUSION

Kya ek Muslim beti ke liye career aur Deen ko saath lekar chalna mumkin hai? 😭 Aaj ki kahani Fatima ki hai, jo Computer Science ki graduate hai aur apni naukri, ghar aur ibadat ke darmiyan phansi hui hai.

https://youtu.be/Ps7ueDuAIBU

2 weeks ago | [YT] | 2

IMAAN OVER ILLUSION

Ek choti si larki jisko sab ne kam samjha… lekin us ne sabr, mehnat aur Allah par yaqeen se apni zindagi badal di. 💔✨

https://youtu.be/7Hra4_fE_SI

1 month ago | [YT] | 1

IMAAN OVER ILLUSION

Kya ek raat ki Taraweeh waqai zindagi badal sakti hai?
Ye kahani hai ek Muslim larki ki jo sirf namaz parhne khari hui thi… lekin us raat Allah ne uske dil ko badal diya. 💔➡️🤍
Agar aap bhi kabhi Taraweeh me kharay hote waqt thakan, distraction ya emotional bojh mehsoos karti hain, to ye video aap ke liye hai.

👇🏼👇🏼👇🏼👇🏼👇🏼👇🏼👇🏼👇🏼
https://youtu.be/9LLR_jMk09M?si=6EyUD...

3 months ago | [YT] | 3

IMAAN OVER ILLUSION

"Jumu’ah ka din hai… lekin aaj kitni dafa aap ne Allah ka naam liya? 🤲✨”
Friday ko aap ka din kis taraf zyada chala jata hai?

3 months ago | [YT] | 3

IMAAN OVER ILLUSION

🕌 Friday
Aaj Jummah hai ❤️
Aap ka Jummah zyada kis cheez se complete hota hai?
🔘 Jummah ki Namaz
🔘 Durood Shareef
🔘 Surah Kahf
🔘 Sab kuch 🌙

💬 Comment me likhein:
“Aaj aap ne kaunsa amal zaroor kiya?”
❤️Allah hum sab ke Jummah ko qabool farmaye — Ameen

4 months ago | [YT] | 2

IMAAN OVER ILLUSION

🌙 Jummah Reminder | Dil ki safai bhi ibaadat hai
Aaj Jummah hai…

Apne dil ko “reset” kar lo 💛

✔ Kisi ko maaf kar do
✔ Kisi ki gheebat chhor do
✔ Kisi ka haq wapas kar do
✔ Aur apne Rab se sachchi taubah kar lo

Durood Shareef zaroor parhein aur Surah Al-Kahf ki tilawat ki koshish karein 🤍

4 months ago | [YT] | 2

IMAAN OVER ILLUSION

✨ Aaj ka sawal:
Aap Jummah ke din kaunsa amal kabhi miss nahi karti?

4 months ago | [YT] | 1