Namaste Doston! 🙏

Swagat hai Aapka mere Channel "Samrat ki Mummy "par!

Main ek Indian housewife hu aur is Channel ke zariye main apni rozmarra ki zindagi ( Daily Vlog) Ghar ko Sambhal ke new new Tarike (Home Management) aur apne children ke saath ki masti aur parenting tips share karti hoon

Daily routine
Budgeting tips

Agar aapko ek pyari family ki Daily routine.Dekhna pasand hai, to please 🙏 SUBSCRIBE, karke mughe Support karein!❤️


Samrat ki Mummy

Duniya ki sabse pyari aur sundar jagah pata hai kahan hai? Maa ka aanchal aur unka sath! ❤️
​Aaj ka din mummy ke sath kuch khas raha. Aap sabko hamari ye jodi kaisi lagi? Comment karke zaroor bataiye! 💖👇
#MaaBeti #FamilyFirst #MummyAndMe #LoveYouMummy #SamratKiMummy #DailyVlogger #YouTubeCommunity

3 weeks ago | [YT] | 19

Samrat ki Mummy

​Taiyaar ho jaiye doston! 📢

​Aaj dopahar 12:00 baje hoga ek dhamaakedar Sawal-Jawab session! Main aapke har sawal ka jawab dene ki koshish karungi. Live session miss mat karna! ❤️

​Jaldi se comment mein bataiye, kaun-kaun aa raha hai? 👇

#YouTubeLive #LiveSession #JoinMe

2 months ago | [YT] | 14

Samrat ki Mummy

3 months ago | [YT] | 24

Samrat ki Mummy

नवरात्रि का दूसरा दिन - शक्ति और भक्ति का संगम!
​आज का विशेष सवाल: "नवरात्रि के दूसरे दिन माँ दुर्गा के किस स्वरूप की विशेष पूजा की जाती है?"
​अपना जवाब कमेंट बॉक्स में लिखें:
A) माँ ब्रह्मचारिणी
B) माँ चंद्रघंटा
C) माँ कुष्मांडा
#Navratri #Day2 #MataRani #Quiz #JaiMataDi

3 months ago | [YT] | 3

Samrat ki Mummy

Doston, aap sab kaise hain? Agla Vlog kis topic par dekhna chahenge?

1• Samrat ki Masti 👦
2• Daily Routine 🏠
Comment mein batayein! 👇
#SamratKiMummy #FamilyVlog #DailyRoutine #MaaBeta #VloggerLife #HappyFamily

3 months ago | [YT] | 9

Samrat ki Mummy

"Jai Shree Vishnu! 🙏 Bhagwan Ki Kripa ham sab par bani rahe , Aaj ka din aapka kaisa ja rha hai?, Comment mein zaroor batayein!⭐️
#JaiShreeVishnu #VlogLife#DailyVlog#SpiritualVibes#LucknowVlogger#FamilyVlogs#Shorts#TrendingPost#MorningMotivation#BhaktiSttus

Best Daily Vlogs, FamilyVlog Ideas,Lucknow Daily Life, Indian Housewife Vlog, Bhagwan Ki Kripa Status

3 months ago | [YT] | 20

Samrat ki Mummy

Happy Holi❤️

3 months ago | [YT] | 12

Samrat ki Mummy

आज रात 9 बजे मिलते हैं लाइव!

3 months ago | [YT] | 11

Samrat ki Mummy

In mein se Khatu Shyam ji Kaun hai?

4 months ago | [YT] | 2