Sahiba Khan

Asslamualekum Wrhamatullahi Wbarkatuhu Kese Hai Aap Sab I Hope Aap Sab Kheriyat Se Honge☺😌

8 months ago | [YT] | 11

Sahiba Khan

Aap Kya Sooch Rhe Hai Ki Aap Jiss Takleef Se Guzar Rhe Hai Usko Sirf Aap Hi Jaante Hai To Ye Galat Sooch Rhe Hai Ye Hlaat To Wakti Tor Per Hai Aap Iss Per Goor Kre Ki Allah Aapko Kya Samjhana Chaha Rha Hai Esa Aapko Kya Karna Hai Iss Azmaish Me Ye Aapke Liye Bhut Maine Rakhta Hai.................?

8 months ago | [YT] | 7

Sahiba Khan

Aap ke Swaalo Ka Jwaab Aa gya

Ye Azmaish Hme Bhut Kuch Sikha Jaati Hai bhut Kuch ilm Bhi Milta Hai ye Esi Hai jese ak Bachcha School Ke Liye Jaata Hai to roota hai but wahi 12 Saal Ke Baad school Se Jab pass Hooke Niklta hai To usko dgree Milti Hai ab ye Bachche Ke Uper Hoota Hai ki Wo school beechme Chorde Ya poora treeka jo hai usko apnake uss mese digree leke nikle

Preshan na hua kre balke ye sooche ki isme chalna kese hai

8 months ago | [YT] | 7

Sahiba Khan

Dekhe ye ayaat agar koi bhi pad rha hai or wo preshan hai to ye ayaat uske liye sign hai

Iss ayaat me aapke swaalo ke jwaab hai ki aap ko kya karna hai museebat me yaad rakho allah hur shay per kaadir hai tumhe allah kya samjha chaha rha hai samjho............. This is sign

9 months ago | [YT] | 10

Sahiba Khan

Jab wo touba kbool kar leta hai To Jo Aapne Itni Duae Kari Or Allah Ke Saath Judke Chal Rhe Hai To Ye Kese Ho Sakta Hai Ki Aapko Yu Hi Chorde

Aap Khud Apne Aapse Puchiye Aapko Apne Swaalo Ka Jwaab Mil Jaega............

9 months ago | [YT] | 6

Sahiba Khan

Allah hmari soch se bhi zaada hamare kreeb hai aap kya soochte ho jo preshani aapke uper hai wo nahi jaanta

Wo jaanta hai but sahi btau to jese ak heere ko traashte hai to wo bhut keemti ho jaata hai ese hi tumhe bhi traasha ja rha hai iska maksad hai..........

9 months ago | [YT] | 8

Sahiba Khan

This is sign for you........

9 months ago | [YT] | 8

Sahiba Khan

This is Sign For You......

9 months ago | [YT] | 7