Tawakkal to Allah

My only concern to give Hopes, You are Not that Bad. TRUST ME. 🖤 Come Back to ALLAH.


Tawakkal to Allah

Eid ul Adha Mubarak 🌙 | May your sacrifices be accepted and your prayers answered 🤲🏻🐐

#eidmubarak #eiduladhamubarak #sacrifice #eid2k26 #badieid

2 days ago | [YT] | 27

Tawakkal to Allah

Aaj Youm-e-Arafah ka mubarak din hai woh azeem din jismein Allah Ta’ala apne bandon par khaas rehmat nazil farmata hai, gunahon ko maaf karta hai aur duaein qabool hoti hain. Aaj ke din dil se tauba karein, apne liye, walidain ke liye, apne ghar walon, doston aur poori ummat ke liye khoob duaein maangein. Allah se hidayat, sehat, rizq, sukoon, maghfirat aur Jannat-ul-Firdous ki dua karein. Kisi ka dil dukhaya ho to maafi maang lein aur har us shakhs ko dua mein yaad rakhein jo mushkil mein hai. Aaj ka din zaya na karein, kyun ke Youm-e-Arafah saal ke sabse afzal dino mein se ek hai. Allah hum sab ki duaein qabool farmaye, Ameen. 🤲🏻🕋❤️
#hajjmubarak #youmearfah #9zilhajj #zulhijjah

3 days ago | [YT] | 48

Tawakkal to Allah

Aap kis topic par video dekhna chahte hain?

2 weeks ago | [YT] | 54

Tawakkal to Allah

Jab dua delay hoti hai to aap kya feel karte hain?

2 weeks ago | [YT] | 21

Tawakkal to Allah

Namaz ki pabandi mein sab se bari rukawat kya hai?

2 weeks ago | [YT] | 19

Tawakkal to Allah

Kya aap ne kabhi mehsoos kiya ke aap ki dua der se qabool ho rahi hai?

3 weeks ago | [YT] | 19

Tawakkal to Allah

Kya aap ne kabhi kisi dua ka mojza apni zindagi mein dekha hai? 🤔

3 weeks ago | [YT] | 13

Tawakkal to Allah

Fajr namaz ka kya routine hai?

3 weeks ago | [YT] | 17

Tawakkal to Allah

Sach sach batana… Allah se doori kab mehsoos hoti hai?

3 weeks ago | [YT] | 28

Tawakkal to Allah

Jab sab saath chhor dete hain, aap kya karte hain? 🤔

1 month ago | [YT] | 43